Jamming Song List
1. O o jane jana dhunde tujhe diwana (mera khwab meri khayalo ki
rani)
O O Jaane Jaana
Dhoondhe Tujhe Deewana
Sapnoo Mein Roz Aaye
Aa Zindagi Mein Aa Na
O O Jaane Jaana
Dhoondhe Tujhe Deewana
Sapnoo Me Roz Aaye
Aa Zindagi Me Aa Na Sanam
Mera Khaab Mere Khayaloon Ki Rani
Kisi Din Banegi Humari Kahani !
Mera Khaab Mere Khayaloon Ki Rani
Kisi Din Banegi Humari Kahani
Aye Meri Bekhudii
Ye Kasam Mai ne Li
Pyaar Mein Ek Din
Meri Jaan Tujhe Hai Paana
Sapnoo Mein Roz Aaye
Aa Zindagi Mein Aa Na
O O Jaane Jaana
Dhoondhe Tujhe Deewana
Sapnoo Mein Roz Aaye
Aa Zindagi Mein Aa Na Sanam
2. Woh ladki jo sabse alag hai
Kahin zhulf ka badal o ho,
kahin rangili aachal aa ha
Kahin hoath gulabi o ho,,
kahin chaal sharabi aa ha
Kahin aankh mein jaadu o ho,
kahin jism ki khushboo aa ha
Kahin narma nigahen o ho,
kahin gori bahen aa ha
Haa yahan kadam kadam
par lakhon hasinayen hai
Hum magar yeh dil
ka tofa dene use aaye hai
Woh ladki jo sabse alag hai,
woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai,
woh ladki jo sabse alag hai
Haa yahan kadam kadam
par lakhon hasinayen hai
Hum magar yeh dil
ka tofa dene use aaye hai
3. Aashiqui hu mai
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
4. Tujhe dekha to jana sanam
Tujhe dekha toh yeh jaana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Tujhe dekha toh yeh jaana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham
5. Ye kaali kaali ankhein
Yeh Kaali Kaali Aankhen
Yeh gore gore gaal
Yeh teekhi teekhi nazren
Yeh hirni jaisi chaal..,
Dekha jo tujhe jaanam...,
Hua hai bura haal...,
Yeh Kaali Kaali Aankhen
Yeh gore gore gaal
Yeh teekhi teekhi nazren
Yeh hirni jaisi chaal.
6. Zara sa jhoom lo main
Zarra Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Baba Na
Main Chali Banke Hawa
Rabba Mere Mainu Bacha
Zara Sa Jhoom Loon Main
7. Nasha hai pyaar ka nasha
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Ki jabse maine tumko ye dil de diya
Meetha meetha sa dard le liye
Suno o priya
Maine tumko dil diya
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
8. Tumse mil ke dil ka hai jo haal kya kahe
Haai, tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe
Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe
Dil to hai ek raahi jaana, dil ki tum manzil ho
Dil to hai ek kashti jaana jiska tum saahil ho
Dil na phir kuch maange jaana tum agar haasil ho
Dil to hai mera tanha jaana, aao to mehfil ho
Ishq se hi saari khushiyaan, ishq hi barbaadi
Ishq hai paabandi lekin ishq hi aazaadi
Ishq ki duniya mein yaaron khwaabon ki aabaadi
Kho gaya voh jisko manzil ishq ne dikhla di
Dekho pyaare yeh nazaare yeh deewaane yeh parwaane
Hai ishq mein kaise gum
9. Jaadu teri nazar
Jaadu teri nazar, khushboo tera badan
Tu haan kar ya naa kar
Tu haan kar ya naa kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Faasle aur kum ho rahe hain
Door se paas hum ho rahe hain
Faasle aur kum ho rahe hain
Door se paas hum ho rahe hain
Maang loonga tujhe aasmaan se
Chheen loonga tujhe iss jahaan se
Tu haan kar ya naa kar
Tu haan kar ya naa kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Jaadu teri nazar, khushboo tera badan
Tu haan kar ya naa kar
Tu haan kar ya naa kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
1. Ye chand sa roshan chehra
Ye chaand saa roshan cheharaa
Zulfon kaa rang suneharaa
Ye jheel see neelee aankhein
Koyi raaz hain in mein geheraa
Taareef karu kyaa uski
Jis ne tumhein banaayaa
Ek cheez kayaamat bhi hai
Logon se sunaa karate the
Tumhe dekh ke maine maanaa
Wo theek kahaa karate the
Wo theek kahaa karate the
Hai chaal mein teri zaalim
Kuchh aisi balaa kaa jaadoo
Sau baar sambhaalaa dil ko
Par ho ke rahaa bekaaboo
Taareef karu kyaa uski
2. Mere samne wali khidki
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Afsos Yeh Hai Ke Woh Humse
Kuch Ukhda Ukhda Rehta Hai
Mere Saamne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Jis Roz Se Dekha Hai Usko
Hum Shama Jalana Bhool Gaye
Dil Thaam Ke Aise Baithe Hain
Kahin Aana Jaana Bhool Gaye
Ab Aath Pehar Inn Aankhon Mein
Woh Chanchal Mukhra Rehta Hai
Mere Saamne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
3. Chala jaata hoon
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
Milan ki masti
Bhari aankho me
Hazaaro sapane
Suhaane liye, hoo...
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
Ye masti ke
Nazaare hai
To aise me
Sambhalanaa kaisaa meri qasam
Tu laharaati
Dagariyaa ho
To phir kyun naa
Chalun mai bahakaa bahakaa re
Mere jivan me
Ye shaam aai hai
Muhabbat vaale
Zamaane liye, hoo...
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
4. Yeh shaam mastani
ye shaam mastaanee madahosh kiye jae
mujhe dor koee kheenche teree or lie jae
ye shaam mastaanee madahosh kiye jae
mujhe dor koee kheenche teree or lie jae
u u u
door rahatee hai too mere paas aatee nahin
hothon pe tere kabhee pyaas aatee nahin
aisa lage jaise ke too hans ke zahar koee peeye jae
ye shaam mastaanee madahosh kiye jae
mujhe dor koee kheenche teree or lie jae
5. Jay jay shiv shankar
Hey jai jai shiv shankar kanta lage na kankar
Hey jai jai shiv shankar kanta lage na kankar
Ke pyala tere nam ka piya
Ho o o gir jaoongi main mar jaoongi
Jo tune mujhe tham na liya, o sau rabadi
Hey jai jai shiv shankar kanta lage na kankar,
Ke pyala tere nam ka piya
Ho o o gir jaoongi main mar jaoongi
Jo tune mujhe tham na liya, o sau rabadi
Ek ke do, hmmm, do ke char,
Hmmm, mujh ko to, hmmm, dikhte hain
Aisa hi hota hai, jab do dil milte hai
Ek ke do, do ke char, mujh ko to dikhte hain
Aisa hi hota hai, jab do dil milte hai
Sar pe zameen panv ke neeche hai
Aasman ho sau rabadi
Sau rabadi, sau rabadi, sau rabadi
Jai jai shiv shankar kanta lage na kankar,
Ke pyala tere nam ka piya
Ho o o gir jaoongi main mar jaoongi
Jo tune mujhe tham na liya o sau rabadi
O bansi bhaiyya..he he he..
6. Ek ajnaabe
Ek ajnabi hasina se
Yun mulaaqat ho gayi
Ek ajnabi hasina se
Yun mulaaqat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
Wo achanak aa gayi
Yun nazar ke saamne
Jaise nikal aaya
Ghata se chaand
Chehre pe zulfen
Bikhri hui thi
Din mein raat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
7. kya hua tera wada
Ek ajnabi hasina se
Yun mulaaqat ho gayi
Ek ajnabi hasina se
Yun mulaaqat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
Wo achanak aa gayi
Yun nazar ke saamne
Jaise nikal aaya
Ghata se chaand
Chehre pe zulfen
Bikhri hui thi
Din mein raat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
8. Bachna ae hasino
Tujhse Log Kahenge
Na Kar Pyaar Mujhe
Main Toh Lakh Bura Hoon
Neend Chura Loon Hosh Uda Doon
Main Toh Baahon Mein Le Ke
Raah Bhula Doon Baat Bana Doon
Chahe Jahaan Dil Ko Chhupa
Baaton Hi Baaton Mein
Do Mulaqaton Mein Le Loon
Bachna Ae Haseeno
Lo Main Aa Gaya
Ae Bachna Ae Haseeno
Lo Main Aa Gaya
Husn Ka Aashiq
Husn Ka Dushman
Apni Ada Hai Yaaron Se Judaa
Hey Ho
Bachna Ae Haseeno
Lo Main Aa Gaya
Ae Bachna Ae Haseeno
Lo Main Aa Gaya
9. Pyar diwani hota hai
Pyar Diwana Hota Hai Mastana Hota Hai
Har khushi se har gam se begana hota hai.....
Shama kahe parawane se pare chala ja
Meri tarah jal jayega yahan nahi aa...........
Wo nahi sunta usko jal jana hota hai
Har khushi se har gam se begana hota hai
Pyar diwana hota hai mastana hota hai
Har khushi se har gam se begana hota hai
1. Zara sa dil mai de jagah tu
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa
Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah
Wooooo hhhhooo ooohhhh hooo…
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa
Mein tere mein tere
Kadmoon mein rakh du yeh jahan
Mera ishq deewangi
Ohhhhoo..
Hai nahi hai nahi
Aashiq koi mujhsa tera
Tu mere liye bandagi
Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa
2. Haale dil
hale dil tujhko sunaata
dil agar yeh bol paata
bakhuda tujhko hai chaahta jaan
tere sang jo pal bitaata
waqt se main woh maang laata
yaad karke muskuraata haan
tu meri raah ka sitaara
tere bina hoon main awaara
jab bhi tanhai ne sataaya
tujhko besaakhta pukaara
aa chaahat hai meri la fanaa
par meri jaan dil me hoon rakhta haan
hale dil tujhko sunaata
dil agar yeh bol paata
bakhuda tujhko hai chaahta jaan
tere sang jo pal bitaata
waqt se main woh maang laata
yaad karke muskuraata haan
3. Tu he meri shab hai
Tu hi meri shab hai, subha hai, tu hi din hai mera
Tu hi mera rab hai, jahaan hai, tu hi meri duniya
Tu waqt mere liye, main hoon tera lamha
Kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa?
4. Kya mujhe pyaar
Aankhen teri shabnami, chehra tera aaina
Tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan
Aankhen teri shabnami, chehra tera aaina
Tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan
Dil mein hai kya, kuch toh bata
Kyun hai bhala khud se khafa?
Tu hi din hai mera, tu hi meri duniya
Tu hi din hai mera, tu hi meri duniya
Tu hi meri shab hai, subha hai, tu hi din hai mera
Tu hi mera rab hai, jahaan hai, tu hi meri duniya
Tu waqt mere liye, main hoon tera lamha
Kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa?
Oh-oh-oh-oh-oh-oh, oh
Oh-oh-oh-oh-oh-oh-oh
Oh-oh-oh-oh-oh-oh, oh
Oh-oh-oh-oh-oh-oh-oh
5. Tujhe sochta hu mai
Tujhe sochta hoon main shaam o subah
Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya
Tere hi khayalon mein dooba raha
Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya
Bas sare gham mein jaana,
Sang hoon tere
Har ek mausam me jaana,
Sang hoon tere
Ab itne imtehaa bhi naa le mere
Aaa aa aaa.... sang hoon tere
Aaa aa aaa.... sang hoon tere
Aaa aa aa.... sang hoon tere
6. Kaho na kaho ye ankhein bolti hai
Kaho Na Kaho
Yeh Aankhen Bolti Hai
O Sanam O Sanam
O Mere Sanam
Mohabbat Ke Safar Mein
Yeh Sahaara Hai
Wafa Ke Sahilon Ka
Yeh Kinaara Hai
Baadalon Se Unchi Udaan Unki
Sab Se Alag Pehchaan Unki
Unse Hai Pyaar Ki Kahani Mansoob
Aati Jaati Saanson Ki Rawaani Mansoob
Baadalon Se Unchi Udaan Unki
Sab Se Alag Pehchaan Unki
Unse Hai Pyaar Ki Kahani Mansoob
Aati Jaati Saanson Ki Rawaani Mansoob
7. Sach kehe raha hai diwana
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagana
Jhoothe hai yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha
Jisse chaaha, jisse pooja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagana
Jhoothe hai yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha
Jisse chaaha, jisse pooja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda
8. Alvida
Chhup ke se kahin ... dheeme paaon se ...
Jaane kis tarah, kis ghadi?
Aage bad gaye hum se rahoon main
Par tum to abhi the yahin
Kuch bhi naa suna ...
Kab ka tha gila ...
Kaise keh diya alvida
Jinke darmiyan guzri thi abhi
Kal tak yeh meri zindagi
Kyun un baahon ko, thandi chhaon ko
Hum bhi kar chale alvida
Alvida ... alvida ... meri raahein alvida
Meri saasein kehti hai alvida
Alvida ... alvida ... ab kehna aur kya
Jab tune keh diya alvida
Sunle bekhabar kyun aankhein pher kar
Aaj tu chali jaa ... dhundegi nazar
Humko hi magar har jagah
Aisi raaton main leke karwate
Yaad hamen karna aur phir har kar
Kehna kyun magar keh diya
Alvida ... alvida ... koi poochhe to zara
Kya socha aur kaha alvida
Alvida ... alvida ... ab kehna aur kya
Jab tune keh diya alvida